Tujhse behti jo nami hai
Chupke mujhse keh rahi hai
Sun to bezubaan baatein kabhi
Kya main kahun
Lafz mere jo rawaan hain
Apne se hi intehaan hai
Saansein meri badh rahi hain kahin
Aaaaa...
In labon pe jo nami hai
Chupke mujhse keh rahi hai
Sun to bezubaan baatein kabhi
Kya main kahun
Hai kasam jo ye kahani
Keh saki jo zindagani
Aankhein meri ghul rahi hain kahin
Aaaa...
Meri Kahani
Teri aankhon ke peeche baithi kahin
Tumko jaana hai to jaao
Tere aansuon ko kaid kar lun main yahin
Jo bhi main hun teri yaadein
Main hun teri yaadein
Teri yaadein ghul rahi hain kahin
Aaaa...
Meri Kahani
Teri aankhon ke peeche baithi kahin
Tumko jaana hai to jaao
Tere aansuon ko kaid kar lun main yahin
Tere bina main musafir hun x2
Main musafir hun
Jaana nahi
Tere bina main musafir hun x2
Main musafir hun
Jaana nahi
Tere bina main musafir hun x2
Main musafir hun
Jaana nahi
Tere bina main musafir hun x2
Main musafir hun
Jaana nahi