Too much pleasure is pain (Explicit)-文本歌词

Too much pleasure is pain (Explicit)-文本歌词

Qaab&Frappe Ash
发行日期:

Tere sayein mujhe khayein Jaana apne kaha hai Mujhe mile bas paraye hai paraye Jode aaye hum hai aye jaana khudko yaha Par tere sang kharch hone mei maza hai Mila kya hai kya hai paya maine apne gawaye Sala khel ye saza hai tu kaha hai? Tu jo ayegi toh payegi mai bikhra pada hu Tu na aye toh khuda he bachaye Haan mera tujh pe tika man Haan shaam thi wo zabardast No i i i can't trust Yarr mere involved in a bunch of stuff Devil ko baraabar mai kar raha feed in Kaise suppress karun apni feelings? Gharwale deen daar, dost karre dealing Dur hu mai raha chod chahiye nahi free ki Sar me dard but i'm going out tonight Shunya pe sawaar but i can fly Chase kar ke fame kisko mila kya hai? Bas uski rahein mujhpe nigahein Kuch toh hawa hai sanson mei tumhari Dhool jhoke ankhon mei ye maya teri Samajh paar hai mere Na bacha paye dawa daaru bhi Jaage raatien sath tere kharch hai poori baatal bhi You know that i crave for you Tera nasha utra ni Mai chaya mei hu teri mujhe raha ehsaas ni Mujhe dede roshni kar ye ehsaan bhi Yea i'm down for whatever if you ride by me Dhundhu tere sayein mujhe khayein Jaana apne kaha hai Mujhe mile bas paraye hai paraye Jode aaye hum hai aye jaana khudko yaha Par tere sang kharch hone mei maza hai Mila kya hai kya hai paya maine apne gawaye Sala khel ye saza hai tu kaha hai Tu jo ayegi toh payegi mai bikhra pada hu Tu na aye toh khuda he bachaye