Galti Meri Main yai manta hoon
Galti meri Main yai janta hoon,
Rota hoon Teri Yaad mein Khoya hoon Teri khawabo mein dikhai mujhe tu Har Jagah
Galti Meri Main yai maanta hoon
Galti Meri Main yai jaanta hoon
Galti meri Main yai jaanta hoon,
Rota hoon Teri Yaad mein Khoya hoon Teri khawabo mein dikhai mujhe tu Har Jagah
Tera Zikr, Jab, Jab Hota Hai , mera dil kyu aisai rota hai
Galti ki saza dai na janaijaan. Rooth gaya hai mera nishan
Galti ki saza dai na janaijaan Rooth gaya hai mera nishanz.
Mafi mafi , Mafi mafi mafi
Mai yai mangta hu tujhse chata hu
Mana meri thi yeh khata
Bhul gaya mai teri wafa
Iski saza, yeh duri na bada
Mana meri thi yeh khata
Bhul gaya mai teri wafa
Iski saza, yeh duri na bada
Rhaina hai tere baho mai,
Chalna hai tere raho mai,
Meri manzil tere panahoo main
Galti meri Main yai maanta hoon
Galti meri Main yai jaanta hoon