Bikhra Aur Khoya-文本歌词

Bikhra Aur Khoya-文本歌词

发行日期:

Bikhra aur khoya na jane kahan

To hi to tha mera Sara jahan

Karke to tanha yun gaya kahan

Jo to nahi to main ab Jaon khan

Mere sapne meri rahen

Sabkuch Maine tujhse jode

Mera dill aur hamare Wade

Sabkuch tune ek pal me tode

Tere bina sabkuch Khali Khali sa lagte

Main na chahoon fri bhi mere to yadon me rahe

Teri har baaten yaad hay jaise abhi likha ho panne pe

In hathon me haath aur chote mote sapne the

Bas baby hum hi to ek doje ke apne the

Ab lagta hay ke wo sapna tha Jo maine khuli aankho se dekhe the

Tujhse na waasta to moda Maine rasta

Sabkuch mere paas agar tu mere saath tha

Khata hoon main qasam khuda ka hay wasta

Ab Karon tujhe yaad mot se ho Rabta

Kudhpe padi nazar dekha bura mera haal tha

Zindagi ki door la wapas mere paas la

Kiya Maine manzoor ye tera mera Faslaad

Na karon teri baat na tu bhi mere paas aa

Chahat thi meri may chahon tujhe

Chah na saka may karta bhi kya

Raten Bani hay sone ke lie

May so na saka may karta bhi kya

Suna tha mohobbat me milta hay sukoon

Mujhe mila dard may karta bhi kya

Dikha hay logon ko rote hue dard me

May to ro bhi na paya may karon bhi kya

Tujh bin ..........ye din jo guzare

ek pal bhi....kai sadiyon lagen

Hazaron.......mangi Thi duaen

kabhi mujhse...To door na jae

Bikhra Ya khoya

Hoon jo bhi to hay wajah